Dewan-e-Ghalib – دیوانِ غالبؔ

I am a die-hard fan of Ghalib, since the days when I first understood what the stuff is all about. He was truly a genius, as is evident from his poetry. Its just so real.

I dont know why, but whenever I read Ghalib, I feel like being happy 🙂 Just open the dewan from any page, and you’ll find a masterpiece lying there.

You are amazed by the combination of simplicity and sophistication:

جان تم پر نثار کرتا ہوں

میں نہیں جانتا دعا کیا ہے؟

And see the style


بے نیازی حد سے گزری بندہ پرور، کب تلک

ہم کہیں گے حالِ دل، اور آپ فرمائیں گے ‘کیا’؟

– Urdu script by UrduWeb

Khair, what triggered this post is this copy of Dewan-e-Ghalib available in Urdu script. Thanks to UrduWeb guys. They are actually doing some great work for Urdu.

Thanks MUF for sharing this resource.

18 responses to “Dewan-e-Ghalib – دیوانِ غالبؔ

  1. No doubt Mirza Asadullah Khan is a unique poet. The psychological insights present in his poetry are comparable to those of the great Russian novelist Dostovesky.

    Tanvir Rana

  2. Muhammad Shuaib Anjum

    I havent read any works of Dostovesky, but you are right on psychological insight thingie about Ghalib. He had a grip on the subject.

  3. One excerpt from a Fyodor Dostovsky’s book:

    “Imagine you are creating a fabric of human destiny with the intention of making mankind happy ever-after but for that, you have to Torture to death one tiny little creature and lay its edifice on its unavenged tears. Will you consent to be the architect in this situation? Tell me and tell me the truth…”

    Having said that, Ghalib is great… without a doubt….

    Mat pooch key kya haal hey mera terey peechay
    Yeh dekh key kya rang hey tera merey aagay…

    Baazeecha-e-Atfaal hey duniya hey mere aagay…
    Hota hey shab-o-roz tamasha mere aagay…

    Eemaan mujhey rokay hey toe kheenchay hey mujhey kufr
    Ka’aba merey peechay hey toe kaleesa merey aagay…

    Hota hey nehaan gard mein sehraa mere hotay
    Ghista hey jabeen khaak mein darya mere aagay…

    Gar hath mein junbish naheen aankhon mein toe dam hey
    Rehney do abhi saghar-0-meena merey aagay

  4. Kya baat hey butt sb ki …. and ghalib ki bhi…. dono philosopher hain …. aik dewan likhta hey to doosra studio……

    Any way it was bit exageration….. Butt ko soch k ghalib ka nai Imam deen ka khyal aata hey …. sahee keh raha hoon … just try to imagine your self…. 🙂

  5. Muhammad Shuaib Anjum

    @ Butt sb

    Waah, khoobsoorat selection 🙂
    And I didnt know u have shaghaf with Fyodor Dostovsky 🙂

    @Umar
    Lolz. What a resemblence have you discovered 🙂

  6. “And I didnt know u have shaghaf with Fyodor Dostovsky”

    You start loving all these crazy psycho vodka-soaked Russians after Marriage 🙂

  7. Muhammad Shuaib Anjum

    Yaar darra to nahi 😦

  8. Aiwean he nahi darna chaheay,… ?

    Jigra rakho, aur khana time pe khao, im sure you will have a Very happy marriage life.

    IA.

    i think so , there are so many other people who do like to read such kind of cool stuff ( may be some how crazy ) but they are bachelor. 😉

  9. Muhammad Shuaib Anjum

    @venom

    Allah aap ki zuban mubrak kare 🙂

  10. S.Fraaz Ali Jaffri

    May yahan par comment sirf Ghalib ki shan main kuch bolnay k liye day raha hun …..

    Ghalib woh hain jo wahid dunia main aye or chalay gaye in k jesa ab kisi ka an na mumkin hy …… urdu adan k bohat baray baray ashura gozray hain jin mains ya aik bohat bara nam MIR TAQI MIR ka bhi hy MIR TAQI MIR nay apnay deewan main takriban 1500 say ziyada apni ghazaliyat darj ki hain aesay hi bohat say shura nay apni zindagi main bohat c ghazal shaya ki hain magar GHALIB aik aesi shakhsiyat hain jin ho nay dekhnay or ginti main to bohat kaam ghazaliyat darj ki apnay deewan main takriban 250 say 300 magar yeh aesi darj ki hain jin mains ay koi aik bhi ghalti nahi nikal sakta k adab k lehaz say ay kisi bhi lehaz say ghalib nay bohat kuch likha apni zindagi main magar apnay dunia sya janays ay pehlay apnay deewan main sirf woh hi darj kiya jo un ko khud laga k han sahi y …….

    ghalib ki shairy main aik khas baat yeh bhi hy k aap nay apni shairy logon k liye nahi ki k yeh soch kar apna deewan bhar daytay k log samjhin balke aapnay apnay deewan main woh darj kiya jo apa khud sahi samajtay thay apnay MAYAR par jo aya us ko darj kiya na k logo k mayar ko dekh kar …….

    aesi bohat c batain hain ghalib ki shairy main jo k hum ko kisi or ki shairy mai nahi milti …..

    ghalib nahi aishq or muhabat say ziyada apni shairy main FALSAFAY OR MANTAQ ko rakha hy har NAHI main apni HAN ko manwaya hy ghalib nahi or har HAN main apni NAHI ko manwaya hy apnay falsafay sya …….

    han may apni agar baat karon k may ghalib ka fan kesay howa to muj ko ghalib ki shairy main aik baat nay sab sya ziyada mutasir kiya hy woh yeh k ….

    may 7 saal say ghalib ka deewan phar raha hun or takriban rooz hi pharta hun magar aik hairat angez baat yeh hy k har rooz aik ghazal aik naya muhafom samnay rakhti hy har rooz lagta hy k kuch naya phar raha hun …….

    beshak ghalib ki shairy woh hy jo kabhi porani nahi ho gi taqayamat rehnay wali hy …….

    Geo Ghalib…..

  11. Mohmmad Aabid chesti

    Galib to galib hai …… unki shayri ka kya kehna tha ………un ke bolne ka adaaz hi alag tha ……….

  12. galib ab tak jetne v shar guzre hain sub may galib afzal thi,,

  13. I like Asadullah Khan Ghalib

  14. I want Ghalib may be tag on my profile

  15. i love Galib I like your gaZal Ibne Maryam Hwa kray koi
    meray dukh ki dua kray koi

  16. bus itna he kehna hy k ‘GHALIB’,Ghalib hy

  17. 1. Ghalib ka hai andaaz e bayaN aur,
    2. Ghalib mere kalam mein ktun kar maza na ho
    peeta hun dho ke Khusro o sheerin sukhan ke paon.
    For muraqqa-e-chughtayee, please visit my blog :
    http://shakilakhtar.wordpress.com/category/muraqqa-e-chughtayideewan-e-ghalib/

Leave a comment